nasha ka sila, berukhi badgumani
are jaanwale, teri meharbani
ja re bedardi tune, kahi ka hame na chhoda
jis dil me tu hi tu tha, us dil ko tune toda

teri khushi ke liye, ghut ghut ke marte rahe
kadmo me tere ham to, sajde hi karte rahe

fir bhi sila na paya, muh tune hamse moda
jis dil me tu hi tu tha, us dil ko tune toda
ja re bedardi tune, kahi ka hame na chhoda
ham tere hoke tujhe, apna bana na sake
thukra ke janewale, tujhko bhula na sake

fir bhi na samjha tune, gairo se nata joda
jis dil me tu hi tu tha, us dil ko tune toda
ja re bedardi tune, kahi ka hame na chhoda
ja re bedardi tune, kahi ka hame na chhoda
ja re bedardi tune, kahi ka hame na chhoda
yaar, in my above comments, i quote a words of a song from Munawar Sultana,
tu janay e aarzoo hai kay ieeman e aarzoo its so lovel song, though no
video on you tube but audion on many web sites, tell me if you cant find
it, you would love it