khula hai rasta, koi nahi hai
kisi se wasta koi nahi hai
mujhsa musafir koi nahi hai
main hu ya phir koi nahi hai
safar ye mujhko le jaa raha kaha
jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa
jaa jaha jaye najar ye dil kahe waha
jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa
jaa jaha jaye najar ye dil kahe waha
wo bahe hai kaha jo tujhko sambhale
wo aankhe kis ki hai jo khud mein sambhale
mil gayi wo hasin si rahe
jindagi ka safar karu uske hawale
jo meri jindagi ka hai pehla nishan
jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa
jaa jaha jaaye najar ye dil kahe waha
jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa
jaa jaha jaaye najar ye dil kahe waha
jaa khula hai aasmaan, khuli hai hawa
jaa jaha jaaye najar ye dil kahe waha