mushkil me tujhe yad mera naam aayega 
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
mushkil me tujhe yad mera naam aayega 
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
kimat hi nahi iski bedam aayega 
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
tere kaam aayega tere kaam aayega 
tere kaam aayega tere kaam aayega 
pahali najar ne teri mujhe lut liya tha 
shokhi ka sadagi ne bada kaam kiya tha
pahali najar ne teri mujhe lut liya tha 
shokhi ka sadagi ne bada kaam kiya tha
par teri nigaho me bhi jadu ka asar tha 
jitna udhar tha pyar ha utna hi idhar tha 
socha na tha socha na tha ye raah me mukam aayega 
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
mushkil me tujhe yad mera naam aayega 
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
mushkil me tujhe yad mera naam aayega 
tere kaam aayega tere kaam aayega 
tere kaam aayega tere kaam aayega 
pahale to kabhi maine mohabbat nahi ki thi 
sine me kabhi dil ne shararat nahi ki thi 
pahale to kabhi maine mohabbat nahi ki thi 
sine me kabhi dil ne shararat nahi ki thi 
maine bhi kabhi is kadar ulfat nahi ki thi
ab tak to kabhi dil ne bagavat nahi ki thi 
ye ilm na tha ye ilm na tha pyar ka paigam aayega
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
mushkil me tujhe yad mera naam aayega 
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
kimat hi nahi iski bedam aayega 
ja le ja mera dil ye tere kaam aayega 
tere kaam aayega tere kaam aayega 
tere kaam aayega tere kaam aayega
