jadu bhare jadu bhare tore naina katile
hum par julam kare
ho ji ho hum par julam kare
jab jab aaye yade tumhari
hum to naaj kare
ho ji ho tumpe naaj kare
jadu bhare jadu bhare
tore naina katile hum par julam kare
rat khushi ki aayi
sath tumhe bhi layi more sajna
dhadkane bhi nach uthi dil ki bazi sahnayi
more aangna haye more aangna
ho ji ho ho ho chand ko jaise dekhe chkora
hum tumhe dekha kare ho ji ho ho ho
bijali ka rup ho tum savan ki dhup ho tum
meri chandani sharmaye darpan tumse
aisi anup ho tum
meri jindagi haye meri jindagi
ho ji ho ho ho jalve tumhare sab se nirale
phulo me rang bhare ho ji ho tum pe naj kare
ho ji ho jadu bhare tore naina katile
hum par julam kare
tum ho hamari manzil
chamki hai tumse mahfil aji mehrba
dil se bhula na dena
humko o bhule khatir mere rajda
haye mere rajda ho ji ho ho ho
dil to diya hai humne tumhi ko
hum kyo kisi se dare ho ji ho ho ho
tum pe naaj kare ho ji ho ho ho
jadu bhare tore naina katiles
hum par julam kare
what a lovely old song...had just about forgotten it until now. mahendra
kapoor's voice is
different here in comparison to his later songs. thanks for sharing.