jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
main tera ho gaya
aana piya bhulana nahi aana piya
aana piya bhulana nahi aana piya
wo waada hai kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
maine to apna hi mana tujhe
duniya me bas maine jaana tujhe
maine to apna hi mana tujhe
duniya me bas maine jaana tujhe
ye dil jo de diya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
yaad teri aayegi mujhko satayegi
meri in aankho ko teri talaash hogi
yaad teri aayegi mujhko satayegi
meri in aankho ko teri talaash hogi
pardesh jaake tum hona naa kahi gum saajna
maine to apna hi mana tujhe
duniya me bas maine jaana tujhe
maine to apna hi mana tujhe
duniya me bas maine jaana tujhe
ye dil jo de diya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
dekhu na main to koi bhi aaye
rahte hain dil pe tere hi saaye
dekhu na main to koi bhi aaye
rahte hain dil pe tere hi saaye
aankho se tera chehra naa jaaye
tanha rahu to tu yaad aaye
maine to apna hi mana tujhe
duniya me bas maine jaana tujhe
maine to apna hi mana tujhe
duniya me bas maine jaana tujhe
ye dil jo de diya
aana piya bhulana nahi aana piya
aana piya bhulana nahi aana piya
jo waada hai kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
jaadu kiya na jaane kaisa jaadu kiya
main tera ho gaya
aana piya bhulana nahi aana piya
aana piya bhulana nahi aana piya