nazre mila ke nazre jhukaa ke
nazre chura ke tum jaana nahi
ha jaana nahi jaana nahi
ha jaana nahi
dil me sama ke dil se laga ke
dil ko chura ke tum jaana nahi
ha jaana nahi jaana nahi
ha jaana nahi
dil ye dhadkata hain kyon
jaane hua kya isse
pagal sa ho jaata hain
jab jab ye dekhe tujhe
mere dosto se na nazre milanaa
tu hain meri bas meri, ye na bhul jaana
tujhpe fida main hogaya
ab kyaa karu, tu hi bata
nazre mila ke nazre jhukaa ke
nazre chura ke tum jaana nahi
ha jaana nahi jaana nahi
ha jaana nahi
dil me sama ke dil se laga ke
dil ko chura ke tum jaana nahi
ha jaana nahi jaana nahi
ha jaana nahi
meri aankhon me hain
chehra gulabi tera
bin tere oh sanam ha
lagta nahi dil mera
kahu kaise tujhko main, nind naa aaye
teri yaad ek pal bhi, dil se jaaye
jabse sanam tujhse mila
main ho gaya sabse judaa
nazre mila ke nazre jhukaa ke
nazre chura ke tum jaana nahi
ha jaana nahi jaana nahi
ha jaana nahi
dil me sama ke dil se laga ke
dil ko chura ke tum jaana nahi
ha jaana nahi jaana nahi
ha jaana nahi