jane bhi do chodo mujhe aise nahi chuo mujhe

abhi kyu jana hai mausam suhana hai
aaungi aaungi kal phir mai aaungi
karti hu tumse mai vada
jane bhi do chodo mujhe aise nahi chuo mujhe
kaise kategi raat ye mujhse kisse karunga baate
sapno me mai aa jaungi kar lena mulakate

nind nahi aati hai yaad nahi jati
mujhko banao na aise satao na chod ke aise jao na
jane bhi do chodo mujhe aise nahi chuo mujhe
roj roj tumse milne ka dhunda naya bahana
der se aati ho kahti ho jaldi hai ghar jana

rakhti hai mammi najar daddy se lagta hai dar
jaao na jaao na dil ko dukhao na
chodo na baba mera rasta
jane bhi do chodo mujhe aise nahi chuo mujhe
aisa na ho tera diwana tere bin mar jaye
aise mat bolo tum janam dil mera ghabraye

to ruk jaao na mere karib aao na
achha rukungi pandarah minat hi ek minat bhi nahi jyada
jane bhi do chodo mujhe aise nahi chuo mujhe
jane bhi do chodo mujhe aise nahi chuo mujhe
abhi kyu jana hai mausam suhana hai
chedo na chedo na hamko yu chedo na
ruk na ja ab mere yara