jane kyu dekhta hai insan aaina
jane kyu dekhta hai insan aaina
deta nhi sahi jab
deta nhi sahi jab pehachan aaina
jane kyu dekhta hai insan aaina
jane kyu dekhta hai insan aaina
aaina kuch nhi hai ankho ka dhokha hai
aata hai wo nazar dil me jo hota hai
aaina aur dil ka ek sa fasana hai
anjaam indono ka sirf tut jana
jee chaahein tod du
jee chaahein tod du beiman aaina
jane kyu dekhta hai insan aaina
jane kyu dekhta hai insan aaina
berukhi se pehle dilbar zakham de ke jate hai
hotho ki nok se phir marham lagate hai
ek aisa aaina ho jisme dil dikhae hum
unse kya hai mera rishta unko baatae hum
mujhpe agar ho mujhpe agar ho jae meharban aaina
jaane kyu dekhta hai insaan aaina
deta nahi sahi jab
deta nahi sahi jab pehchan aayiina
jane kyu dekhta hai insan aaina
jane kyu dekhta hai insan aaina