jaane nahi denge tujhe
jaane tujhe denge nahi
jaane nahi denge tujhe
jaane tujhe denge nahi
chahe tujhko rab bula le
hum na rab se darnewale
raho me datake khade hai hum
yaaro se najare chura le
chahe jitana dum laga le
jane na tujhko aise denge hum
jane nahi denge tujhe
jane tujhe denge nahi
do kadam ka yeh safar hai
umar chhoti si dagar hai
ik kadam me ladkhadaya kyu
sun le yaaro ki ye baate
bitengi sab ghum ki raate
yaaro se rutha hai saale kyu
jaane nahi denge tujhe
jaane tujhe denge nahi
jaane nahi denge tujhe
jaane tujhe denge nahi
maa ne khat me kya likha tha
jiye tu jug jug ye kaha tha
chaar pal bhi ji na paya tu
yaaro se najare mila le
ik baar tu muskura de
uth ja sale yun satata hai kyu
jane nahi denge tujhe
jaane tujhe denge nahi
jane nahi denge tujhe
jaane tujhe denge nahi
jane nahi denge tujhe
jaane tujhe denge nahi
(jaane nahin denge tujhe we will not allow you to go away jaane tujhe denge
nahin) - (2) will not let you go chahe tujhko rab bulaa le whether God
calls you hum na rab se darne waale we are not going to be afraid of that
god even raahon mein dat ke khade hain hum we are standing firmly in a way
yaaron se nazrein chura le whether you hide your eyes from us (friends)
chahe jitna dum laage le or put any kind of force