jau kaha gori teri gali chhod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
tujhe kya milega mera dil tod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
na to koi maika hai na hai sasural
tere paiya padu mujhe ghar se na nikal
chori ki ho maine to chala jau jel
tikat ho to pakad lu handiharmel
koi jagah ho to chala jau daud ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
ghar ke bahar pada hu andar to nahi
mai bhi aadmi hu koi bandar to nahi
thanthi thanthi sadak hai sardi hai badi
tauba gori tu to bedardi hai badi
ae de de ae de de re
ae de demere ghar ka chain mujhe mod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
mata badi achhi hai mata badi achhi hai
beti buri hai vo fulo ki dali hai
ye to churi hai meri surat bhi kya tujhko nahi pasand
kahe ko darwajja tu karne lagi band
mai dunga khidki ke sheeshe tod fod ke
tod fod ke tod fod ke
rakh dunga khidki ke sheeshe tod fod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
tujhe kya milega mera dil tod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
jau kaha gori teri gali chhod ke
FILM: "QATIL KAUN" = 1980
CAST: Nanda, Sameer Khan, Ranjeet, Sajjan, Kamal Kapoor, Sulochana, Renu, B
B Bhalla, Subbiraj, Ranveer Raj, Rajrani, Sujata, Katy Irani, Reeta Bakshi,
Omy Katyal, Mohan Jerry, Ramesh Kumar, Radheshyam, Dhananjai, Dileep, with
guest appearances by Keshto Mukherji, Suresh Cahtwal, Ifthikhar, Pravin
Paul
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: R D Burman