jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
log kuchh dubte nazar aaye
jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
log kuchh dubte nazar aaye
jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
muddaten ho gayi shahar dekhe
muddaten ho gayi shahar dekhe
koi aahat, koi khabar aaye
koi aahat, koi khabar aaye
log kuchh dubte nazar aaye
jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
chaand jitane bhi gum huye shak ke
chaand jitane bhi gum huye shak ke
sabke ilzaam, mere sar aaye
sabke ilzaam, mere sar aaye
log kuchh dubte nazar aaye
jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
mujhko apna pata thikana mile
mujhko apna pata thikana mile
wo bhi ik baar mere ghar aaye
wo bhi ik baar mere ghar aaye
log kuchh dubte nazar aaye
jab bhi aankho me, ashk bhar aaye
nice gazal..lovely voice of Ghulam Ali..and wonderful lyrics by
Gulzar. Thanx for uploading.