oo ho oo hari nigodi leke rahti
kanha ko dukh deti unke mithe mithe
hotho ka tu chumban leti jab bhi dekhu tu kanha ke
mukh se lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu
jab bhi dekhu tu kanha ke mukh se lagi murli tu sautan
hamari badi jab bhi dekhu tu unki sanso me ghul mil ke
unke sang sang gati sat suro wali nagan tu
hamari prit churati radha mohan ke tu bich
aake khadi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu
tu kanha ke mukh se lagi murli tu sautan
hamari badi jab bhi dekhu tu
adhr ki sej pe soke sham ko kahe satati
adhr ki sej pe soke sham ko kahe satati
nachati ek pag par unko paav unse tu dabwati
aadhi rat ko apni dhun se humko bhi hichakilati
khud chipaki rahti hotho se aur humko tarsati hath
dhoke tu kyu hamre pichhe padi murli tu sautan
hamari badi jab bhi dekhu tu tu kanha ke mukh se
lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu
jab bhi jau mai madhuban me aisi aati mere man me
jab bhi jau mai madhuban me aisi aati mere man me
chhin ke sham se tujhko dubo du zamuna jal me
tujhko jadu tona karte dekha humne aankho
tere zigar me saat chhed to
hamre zigar me lakho bharamate hai
mohan ka man har ghadi murli tu sautan
hamari badi jab bhi dekhu tu kanha ke mukh se
lagi murli tu sautan hamari badi jab bhi dekhu tu