jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya
jine ka maza kya
jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya
jine ka maza kya
dil todne wale ye bata, tujhko mila kya
tujhko mila kya
jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya
jine ka maza kya
sine me hi ghut ghut ke, mare jate hai arman
jab dil pe lage chot, tadap uthta hai insa
do tarfa barbadi mohabbat ka balidan
do tarfa barbadi mohabbat ka balidan
kya todne me dil ke, maza aata hai bhagwan
kya todne me dil ke, maza aata hai bhagwan
insaf se kah de, yahi insaf hai tera
insaf hai tera
jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya
jine ka maza kya
duniya yahi duniya hai to, duniya ko jala du
ho agar bas chale mera, abhi akash hila du
duniya yahi duniya hai to, duniya ko jala du
ho agar bas chale mera, abhi akash hila du
in ashko ke tufan se, dharti ko baha du
sansar me har charo taraf, aag laga du
aag laga du
kyu prem ki basti me hai, krodh ka phera
krodh ka phera
jab dil na ho pahlu me, to jine ka maza kya
jine ka maza kya
Thanks for uploading this song from yourside. Surendraji has rendered this excellnet song through his heart and expressed his emotions and probably none can sing in the way he did touching our hearts fathoms deep. This song has to be bracketed along with his immortal solo songs Kyo Yaad aarahe hai, Tera jaha aabad hai.., Ab hamko bhulado kahte hain, Dil Tadap kar rha gaya, Teriyad ka deepak jaltahai, Hamari aankhose dilke,Nazarse jab ye nazar mili hai, Alakh nam, and Prembina sabsuna hota..