jab hum
jab hum hujur aapke, aapke, aapke
jab hum hujur aapke diwaane ban gaye
sau sau tarah ke logo me
sau sau tarah ke logo me afsaane ban gaye
jab hum
jab hum hujur aapke diwaane ban gaye
ghadiyaa, ghadiyaa vo intjaar ki
humse na puchhiye, humse na puchhiye
vahshat, vahshat humare pyaar ki
humse na puchhiye, humse na puchhiye
humse na puchhiye, humse na puchhiye
hum shamma
hum shamma ban gaye kabhi parwaane ban gaye
sau sau tarah ke logo me
sau sau tarah ke logo me afsaane ban gaye
jab hum
jab hum hujur aapke diwaane ban gaye
is chaand jaise chehre ki
jab deed hoti hai
apne liye to ek yahi id hoti hai
jab deed hoti hai tab id hoti hai
apni, apni khushi ke aise bhi paimaane ban gaye
sau sau tarah ke logo me
sau sau tarah ke logo me afsaane ban gaye
jab hum
jab hum hujur aapke diwaane ban gaye
nazare, nazare to baar baar mili
dil nahi mila, dil nahi mila
dil ke chaman me koi naya gul nahi khila
gul nahi khila
hum to
hum to bhari bahaar me viraane ban gaye
sau sau tarah ke logo me
sau sau tarah ke logo me afsaane ban gaye
jab hum
jab hum hujur aapke, aapke, aapke
jab hum hujur aapke diwaane ban gaye
jab hum hujur aapke diwaane ban gaye