jab jab dekhu mai teri taraf dil dhak se dhadak jata hai
aati hai udke ek chingari shola bhadak
shola bhadak jata hai are jab jab dekhu mai teri taraf
dil dhak se dhadak jata hai aati hai udke ek chingari
shola bhadak jata hai
jab jab dekhu mai teri taraf dil dhak se dhadak jata hai
phulo ki rut me tu kanta banke tu kanta banke khatak jata hai
ho jab jab dekhu mai jab bhi tera nam leta hu
mai kitne paigam deta hu jab bhi tera nam leta hu
mai kitne paigam deta hu kahti hai kya kya ye meri aankhe
karta hu kitni aankho se bate ye pyar mera jane kaha
raste me atak jata hai aati hai udke ek chingari
shola bhadak jata hai are jab jab dekhu mai
kya pyar aise diwane ka jutha tu sare jamane ka
kya pyar aise diwane ka jutha tu sare jamane ka
dekhe kabhi na surat tu meri dekhu kabhi na surat mai teri
par kya karu mai aachal nigoda sar se sarak jata hai
phulo ki rut me tu kanta banke tu kanta banke khatak jata hai
ho jab jab dekhu mai
ye pyar hai ek lamba safar tujhko pata kya o bekhabar
ye pyar hai ek lamba safar tujhko pata kya o bekhabar
lambe safar ko chota banade manjil ka mujhko raasta bata de
dil se nikalta hai rasta jo wo dil talak jata hai
aati hai udke ek chingari shola bhadak jata hai
jab jab dekhu mai teri taraf dil dhak se dhadak jata hai
phulo ki rut me tu kata banke tu kata banke khatak jata hai
LP track, the great lata-kishore combo, jayaprada in her 2nd film after sargam with debonair jeetu