jab kaali kaali rate hongi
jab kaali kaali rate hongi
dil se dil ki bate hongi
aur yaad tumhari aayegi
aur yaad tumhari aayegi
jab kaali kaali rate hongi
dil se dil ki bate hongi
aur yad tumhari aayegi
aur yad tumhari aayegi
jab aam ki dali dolegi
aur dur koyaliya bolegi
aur yaad tumhari aayegi
aur yaad tumhari aayegi
jab kaali kaali rate hongi
dil se dil ki bate hongi
aur yaad tumhari aayegi
aur yaad tumhari aayegi
jab tum hamko yaad karoge
jab tum hamko yaad karoge
bhule se ek aah bharoge
bhule se ek aah bharoge
jab jhilmil jhilmil tare honge
jab jhilmil jhilmil tare honge
chanda se shokh ishare honge
chanda se shokh ishare honge
jab dhak se chhati dhadkegi
aur aankh hamari fadkegi
aur yaad tumhari aayegi
aur yaad tumhari aayegi
jab kaali kaali rate hongi
dil se dil ki bate hongi
aur yaad tumhari aayegi
aur yaad tumhari aayegi
“Chanda Ki Chaandni”(1948) was directed by S S Vasan for Gemini Combines.
The movie had M. K. Radha, Yashodhara Katju, Sundari Bai, V. N. Janki, H.
Krishnamurthy, Ranjan, L. Narayan Rao, S. Pillai, T. R. Rajkumari etc