Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Jab Mai Chota Bacha Tha (Bhoot Aaya)
4.17 - 138 votes
Jackky Bhagnani, Pooja Gupta
Video of this song from youtube
Lyrics of Jab Mai Chota Bacha Tha (Bhoot Aaya) - जब मैं छोटा बच्चा था
jab main chhota bacha tha
main badi shararat karta tha
ab jo main bada ho gaya
hun badi shararat karta hu
jab main chhota bacha tha
har chij ke paise deta tha
ab jo main bada ho gaya
har chij ke paise leta hu

jab main chhota bacha tha
main twinkal twinkal karta tha
ab jo main bada ho gaya
bas twinkal twinkal karta hu
jab main chhota bacha tha
main superman pe marta tha
ab jo main bada ho gaya
main supergirl pe marta hu
dekh ke shetaniya darti hai jaha
dar ki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya

jab main chhota bacha tha
cartunbazi karta tha
ab jo main bada ho gaya
bas burdbazing karta hu
jab main chhota bacha tha
galti karne se darta tha
ab jo main bada ho gaya
bas galti karna chahta hu
dekh ke shetaniya darti hai jaha
darki ye aawaze karti hai bhago bhago
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya

bade bujarg sabhi shayane kah gaye hai sab
kaal kare so aaj kar aur aaj kare so ab
ab jake hume samjh me aaya in sabka matlab
is umar me ye sab nahi kiya to phir karenge kab
ki main jhuth boliya hui na
ki main kafar toliyta hui na
ki main jhuth boliya hui na
ki main kafar toliyta hui na
dekh ke sataniya darti hai jaha
dar ki ye aawaze
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
bhut aaya hayo mere rabba
hayo mere rabba
lyrics of song Jab Mai Chota Bacha Tha (Bhoot Aaya)
Comments on song "Jab Mai Chota Bacha Tha (Bhoot Aaya)"
Samridhi Agarwal on Monday, January 28, 2013
My bother's favorite video... Gud sng
Krazy K on Sunday, January 29, 2012
I like the DOABM version better.
Adi Mughal on Wednesday, June 13, 2012
where is HD Quality. . .?
wardenzo on Wednesday, June 13, 2012
First and last comment?
aakashsoni114 on Sunday, June 17, 2012
aakashsoni114@gmail.com
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
F.A.L.T.U. (2011)
Jackky Bhagnani, Pooja Gupta, Akshay Kumar, Riteish Deshmukh, R Madhavan, Angad Bedi, Chandan Roy Sanyal, Amitabh Bachchan, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor, Salman Khan, Sushmita Sen, Mallika Sherawat, Akbar Khan, Arshad Warsi, Akshay Kumar, Saahil Khan, Darshan JariwalaJigar Saraiya, Neeraj Shridhar, Lehmber Hussainpuri, Hard Kaur, Vijay Prakash, Priya Panchal, Mika Singh, Atif AslamSameerJigar, SachinRemo DVashu BhagnaniF.A.L.T.U. at IMDB      F.A.L.T.U. at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type