sans tute aas na chute aane ke sajan ki
mera rab hi jane yaro halat mere man ki
jabse dur lage ho rahne dekho ashk lage hai bahne
kya kya dard pade hai sahne o mere sathiya tune ye kya kiya
o mere sathiya tune ye kya kiya
dil jo tutega to fariyad karoge tum bhi
dil jo tutega to fariyad karoge tum bhi
hum na honge to hame yad karoge tum bhi
kuch bhi kahe re koi kuch bhi kahe
tere bina hum kaise rahe tu hi bata re ab tu hi bata
darde judai kaise sahe aake to dekh teri judai ne
kya hal kar diya o mere sathiya tune ye kya kiya
aisa lagta hai ke wo bhul gaya hai hamko
aisa lagta hai ke wo bhul gaya hai hamko
ab kabhi khidki ka parda nahi badla jata
tare gin gin ke kate sari rain tere dars ko taras gaye nain
dil kahi ab lagta nahi tu jo aa jaye to aayega chain
apne hi jakhmo ko khud apne apne hi jakhmo ko khud apne
hatho se hai siya o mere sathiya tune ye kya kiya
o mere sathiya tune ye kya kiya o mere sathiya tune ye kya kiya
ha tune ye kya kiya ho tune ye kya kiya