Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.50 - 2 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jab Sur Alag Ho Saaz Se
jab sur alag ho saaz se
ae ae
ae ae ae
laya munh na kholegi kabhi
bichhde miley to sur mile
ae ae
payaal bhi bolegi tabhi

naache chham chham
aansoo hardam
mujh birhan ke gaal pe
bol birah ke bol paayaliya
dukhiyaari ke haal pe
dukhiyaari ke haal pe

raha bulbulon ka ik joda
sajni se sajan bichhuda
chaman ujda
ro ke kaati raat andheri
bulbul sookhi daal pe
bol birah ke bol paayaliya
dukhiyaari ke haal pe
dukhiyaari ke haal pe

naari badri ek jagat mein
baadariya yahaan barse wahaan barse
naari ka jeewan saawan ki
rimjhim rimjhim taal pe
bol birah ke bol paayaliya
dukhiyaari ke haal pe
dukhiyaari ke haal pe

jhoom chali main piya milan ko
bedardi mujhe jaane na pehchaane
milan hua to piya na maane
sar maaroon deewaal pe
bol birah ke bol paayaliya
dukhiyaari ke haal pe
dukhiyaari ke haal pe
lyrics of song Jab Sur Alag Ho Saaz Se
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Sati Madalasa (1955)
Manhar Desai, Nirupa Roy, Kum Kum, Jeevan, Naranjan SharmaAsha Bhosle, Mohammed RafiGopal Singh NepaliChitraguptJayant DesaiSati Madalasa at IMDB      
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type