aaja re nindiya aa kyu nahi jaye
bitiya ko meri sulaye kyu nahi jaye
nanhi si aankho me nindiya aa jaye
aati hai humar aati hu bitiya ko teri sulati hu
aankhyo me ghulmil jati hu mithi sapne dikhati hu

jab usha ke aanchal se kirno ne munh chamkaya
pariyo ne palke kholi chidiya boli pyari roli jag jao
pyara nyara in sabse sunder kuan hai
bitiya pyari raj dulari jag ujyari jag se nyari
jab maa ke anchal se bitiya mukhda chamkati
mithi mithi muskati jab dikhlati man ban jati waka mukhda pyara
tum aur mai or muna pyara ghar hoga swarg humara

muna ki mithi hansi se nit goonjega sawrg humara

muna siyana ho jayega chun mun si bhaun layega

chote muna ki hansiyo se phir goonje ga swarg humara

jeevan ki in madhur leharo me nit jhulega swarg humara