jab yunhi bichhadna tha
to pahle bata dete
dil to na mera jalta
hum hanske bhula dete
jab yunhi bichhadna tha
to pahle bata dete
dil to na mera jalta
hum hanske bhula dete
jab yunhi bichhadna tha
yu khud ko chhupane ki
naubat na kabhi aati
yu khud ko chhupane ki
naubat na kabhi aati
hum koi bhi achha sa
afsana bana dete
dil to na mera jalta
hum hanske bhula dete
jab yunhi bichhadna tha
bhule bhi achanak to
mil jaate kahin humko
bhule bhi achanak to
mil jaate kahin humko
us raah mein yaado ke
do phool bichha dete
dil to na mera jalta
hum hanske bhula dete
jab yunhi bichhadna tha
dasti na ye tanhaai
hansti na ye duniya bhi
dasti na ye tanhaai
hansti na ye duniya bhi
le lete meri jaa tum
par ye na saza dete
dil to na mera jalta
hum hanske bhula dete
jab yunhi bichhadna tha
to pahle bata dete
dil to na mera jalta
hum hanske bhula dete
jab yunhi bichhadna tha
jab yunhi bichhadna tha
jab yunhi bichhadna tha
jab yunhi bichhadna tha
Anuradha i like your song.thank you.