jung hai chhidi sansaar me
acchhe bure sanskaar me
jung hai chhidi jag me badi
ujiyaare me andhkaar me
jeetega jo saanch hai
sach ko nahi koi aanch hai
kyunki jin se bhi sukh paayenge
bas shaanti me bas pyaar me
jung hai chhidi sansaar me
acchhe bure sanskaar me
jung hai chhidi jag me badi
ujiyaare me andhkaar me
jeetega jo saanch hai
sach ko nahi koi aanch hai
kyunki jin se bhi sukh paayenge
bas shaanti me bas pyaar me
lutate hai ye nagar jo, jalte huye ye ghar jo
roti hai kyun ye galiya
kyu hai nafarat ke kaante
koi to aake baante
pyaar aur mohabbat ki kaliya
samay badle raat dhale
samay badle raat dhale, suraj nikale
nikalengi saari janjire, badlegi saari takdeere
nikalengi saari janjire, badlegi saari takdeere
jung hai chhidi sansaar me
acchhe bure sanskaar me
jung hai chhidi jag me badi
ujiyaare me andhkaar me
jeetega jo saanch hai
sach ko nahi koi aanch hai
kyunki jin se bhi sukh paayenge
bas shaanti me bas pyaar me