shero waliye tere darbar ake
badshaho ne sar jhuka diye
dhyanu bhakt jaise kayi bhakto ne
tere dar pe sheesh kata diye
tera chamke darbar jahan andar
door door tak iski lau aaye
tare todke kudrat akash mein se
tere bhawan ke upar saja diye
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
tere dar pe sajade karta karta
tere dar pe sajade karta main sansar dekheya
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
jag se nirala maiya ka
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
tere dar pe ake khushiya khushiya
tere dar pe ake khushiya ka bhandar dekheya
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
jag se nirala maiya ka
darbar tera mata khushiya lutaye jata jata
khushiya lutaye jata
amrit ke pyale bhar ke jag ko pilaye jata jata
jag ko pilaye jata
papi hoye ja dani papi hoye ja dani
dar pe jo tere ata
maiya dar pe tere jo ata
maiya dar pe tere jo ata
swargo ke raste chalke ho swargo ke raste chalke
tere hi geet gata hota kisi ko dar se na
hota kisi ko dar se na inkaar dekheya
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
jag se nirala maiya ka
kya sidh kare teri bigadi bnayi jaye jaye
bigadi banayi jaye
mudato se dubi pal naiya par lagayi jaye jaye
par lgayi jaye
jo bhakt tera tujhko ho jo bhakt tera tujhko
sache man se dhyae maiya sache man se dhyae
tar jaye dhool jiski tar jaye dhool jiski
sar ko jhukati jaye ambe ko mahar karti main
ambe mahar karti main ambe mahar karti main
sau bar dekheya
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
jag se nirala maiya ka
tere laal hai hai ma pyare lalon ka dan deti deti
lalo ka dan deti
dharti ke upar parvat utar deti deti
parvat utar deti
gusse mein jo tu aye ho gusse mein jo tu aye
dushto ko mar deti deti dushto ko mar deti deti
mehro mein jo tu aye ho mehro mein jo tu aye ho
duniya ko tar deti
tere dar pe aake jhukta main sansar dekheya
tere dar pe aake jhukta main sansar dekheya
jag se nirala maiya ka darbar dekheya
jag se nirala maiya ka