jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jaise taro ki
ho jaise taro ki ghar me barat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jaise phul ke
jaise phul ke chehre pe rang aa gaya
aa ha rang aa gaya ha ha rang aa gaya
ho ho rang aa gaya
jaise kaliyo ko
jaise kaliyo ko hasne ka dhang aa gaya
ha ha dhang aa gaya ha ha dhang aa gaya
ho ho dhang aa gaya ho ho dhang aa gaya
jaise dulhan nashihat se sharma gayi
jaise dulhan nashihat se sharma gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jaise taro ki
ho jaise taro ki ghar me barat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
deep mala ki dharti pe sunkar khabar
sunkar khabar ha ha sunkar khabar
deep mala ki dharti pe sunkar khabar
chand nikla nahi aaj aakash par
deep mala ki dharti pe sunkar khabar
chand nikla nahi aaj aakash par
aaj dharti bhi aakash par cha gayi
cha gayi cha gayi cha gayi
aaj dharti bhi aakash par cha gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
jaise taro ki
ho jaise taro ki ghar me barat aa gayi
jagmagati o jagmagati diwali ki rat aa gayi
This early era song of asha Bhosle from stage 1951.Asha ji started her
singing career under the great underrated composer Hansraj Behl in Chunarya
1948,and sang solo song in Raat KI rani ,1949,under the same composer.Lata
also started her singing career the same yaer,majboor,1948, under great
composer Master Ghulam Haider.. This is another rarest gem uploaded by
Rehma in quick succession .I salute your untiring efforts,rather this is an
uphill task taken up by you -Rehma ,your courage is cont..