phir ghata chha gayi hai
kehti rahi vo mujhse
jake mil usko
dushmani nahi tujhse
phir tha kya sochna
bas chal pada
main chal pada un rasto par
jo jate the tere ghar
vo raste tere aur mere humsafar
main chal pada un rasto par
jo jate the tere ghar
vo raste tere aur mere humsafar
bunde moti ban gaye
aur chhuta raha main unko
barisho ke shor mein
sunta raha main tumko
phir tha kya sochna
bas chal pada
main chal pada un rasto par
jo jate the tere ghar
vo raste tere aur mere humsafar
kuch bhi nahi apni khabar ye jana
ab tu hi tu aaya nazar ye mana
mere geeto ke bol bhi tum ye jana
mere rango ke phool bhi tum ye mana
to chal pada un rasto par
jo jate the tere ghar
vo raste tere aur mere humsafar
chal pada un rasto par
jo jate the tere ghar
vo raste tere aur mere humsafar