jago hey bajrang bali
ab soch hi soch me din na gujaro
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
tumsa koi duniya me na duja
veer kare sab teri hi puja
tumsa koi duniya me na duja
veer kare sab teri hi puja
hum to na bhule mahima tumhari
tum hi nahi ji shakti vicharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
yaad karo jab janam liya tha
yaad karo jab janam liya tha
suraj mukh me band kiya tha
ho yaad karo jab janam liya tha
suraj mukh me band kiya tha
hahakar macha jag me tha
chhaya tha ambar me andhiyaro
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
pir khadi sari vanar sena
sagar koi bhi langh sake na
pir khadi sari vanar sena
sagar koi bhi langh sake na
ek bharosa tumhara hi maruti
naam na ho badnam humaro
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
dekh rahe sab raah tumhari
dekh rahe sab raah tumhari
der karo mat vayomvihari
der karo mat vayomvihari
ho dekh rahe sab raah tumhari
der karo mat vayomvihari
der karo mat vayomvihari
ek chhalang lagao mahabali
jakar ravan ko lalkaro
ek chhalang lagao mahabali
jakar ravan ko lalkaro
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
wo nahi janat hai jag me kapi
sankat mochan naam tiharo
Greatness of the bhajan can be guaged by the fact that my grandchild who
does not know Hindi started singing the bhajan. Manna Dey has done justice
to the bhajan. Definitely there would be many more bhajans in the Film and
other similar films