Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Siddharth Malhotra
Video of this song from youtube
Lyrics of Jai Hind Ki Sena - जय हिन्द की सेना
swadharme nidhanam shreyah
swadharme nidhanam shreyah

jai jai jai
jai jai jai
jai jai jai

swadharme nidhanam shreyah
jai jai jai
swadharme nidhanam shreyah

sooraj ki tarah jalta jaa tu
aandhi ki tarah badhta jaa tu
chalta jaa tu chalta jaa
yeh dharam hai tera ladta jaa

sooraj ki tarah jalta jaa tu
aandhi ki tarah badhta jaa tu
kadam yeh tere kabhi rukein na

jai hind ki senaa
jai hind ki senaa
jai hind ki senaa

bankaron pe bomb gira ke
bol zindabad tu
shershah hardam rahega
sarhadon ko yaad tu

phoonkta jaa phoonkta jaa
zalimon ki bastiyan
dushmanon ko kya pata hai
aag ki aulad tu

bankaron pe bomb gira ke
bol zindabad tu
shershah hardam rahega
sarhadon ko yaad tu

phoonkta jaa phoonkta jaa
zalimon ki bastiyan
dushmanon ko kya pata hai
aag ki aulad tu

ghaav badan pe sehta jaa tu
bharat bharat kehta jaa tu
parvat parvat chadhta jaa tu
veer bahadur ladta jaa

shapath hai tujhko is maati ki
ladna jab tak jaan hai baaki
dam ruk jaayein kadam ruke na

jai hind ki senaa
jai hind ki senaa
jai hind ki senaa
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Shershaah (2021)
Siddharth Malhotra, Kiara Advani, Shiv Pandit, Nikitin Dheer, Anil Charanjeet, Shataf Figar, Sahil Vaid, Abhiroy Singh, Raj Arjun, Pawan Chopra, Mir Sarwar, Himanshu MalhotraB Praak, Jasleen Royal, Romy, Darshan Raval, Jubin Nautiyal, Asees Kaur, Palak Muchhal, Vikram MontroseAnvita Dutt, Jaani, Manoj Muntashir, Rashmi Virag, Tanishk BagchiB Praak, Jasleen Royal, Javed Mohsin, Tanishk Bagchi, Vikram MontroseAjay Shah, Apoorva Mehta, Himanshu Gandhi, Hiroo Yash Johar, Karan Johar, Shabbir BoxwalaVishnu VaradhanShershaah at IMDB      Shershaah at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type