bagavat ka jaba paigam deta hun jabano ko
are utho uth kar mita do tum gulami ke nishano ko
jay jaani jay bharat ma jay jaani jay bharat ma
jay jaani jay bharat ma
utho ganga ki godi pe utho satluj ke sahil pe
utho dakhkhan ke sine se utho bangal ke dil se
nikalo apni dharti se videshi hukm rano ko
utho uth kar mita do tum gulami ke nishano ko
jay jaani jay bharat ma jay jaani jay bharat ma
jay jaani jay bharat ma
fija ki kaid se ujada chamna aajad karna hai
hame apni jami apna vatan aajad karana hai
jo gaddari sikhaye khinch lo unki jabano ko
utho uth kar mita do tum gulami ke nishano ko
jay jaani jay bharat ma jay jaani jay bharat ma
jay jaani jay bharat ma
ye soudagar jo is dharti pe kabja karke baithe hai
hamare khun se apne khajane bhar ke baithe hai
inhe kah do ke ab vapas kare sare khajano ko
utho uth kar mita do tum gulami ke nishano ko
jay jaani jay bharat ma jay jaani jay bharat ma
jay jaani jay bharat ma
jo is kheto ka danadushmano ke kaam aana hai
jo in desho ka sona ajnabi desho ko jana hai
to funko sari faslo ko jala do sari kaano ko
utho uth kar mita do tum gulami ke nishano ko
jay jaani jay bharat ma jay jaani jay bharat ma
jay jaani jay bharat ma
bahut jheli gulami ki balaye ab na jhelnge

chathenge fasiyon pe goliyon pe hans ke khelenge

unhi par taan denge unki topo ke dahano ko