jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali

jo naiya chhod dete hai o maiya tere sahare par
o maiya tere sahare par
pahucha dete hai khud unko tufan kinare par

maiya tere kayi hai rup har rup hai tera anup

bhakto ko hai shital chaw dushto ko hai jalti dhup

sar apna jhuka dete hai jo aakar tere dware par
ho maiya aakar tere dware par
pahucha dete hai khud unko tufan kinare par
jai kali jai maha kali maiya karna tu sabki rakhwali
hamko har bala se bachana maha mari na hampe lana

hum aaye sharan me teri denge mange tu jo najrana

jo haske lagade prano ki baji
tere ishare par ho maiya tere ishare par