jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
ho duniya se toda nata
jwala hai man me nata
maa sunle ghayal hraday ki pukar
ik dhokha hai duniya ka pyar
ho sunle ghayal hraday ki pukar
ik dhokha hai duniya ka pyar
jai mata ki jai mata ki
ho saccha hai tera nata teri duhayi mata
faisla kar de ye ek baar
jag me nafrat rahegi ke pyar
faisla kar de ye ek baar
jag me nafrat rahegi ke pyar
jai mata ki jai mata ki
kaante hi daman me paye phul ka tha arma
dosh tha apna ek patthar ko samjhe the insaan
jai mata ki jai mata ki
pyar pe apne ho na bharosa jisko hai nadan
pane wale pa jate hai patthar me bhagwan
saccha hai tera nata teri duhayi mata
faisla kar de ye ek baar
jag me nafrat rahegi ke pyar
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki jai mata ki
shul ko phul aur vish ko amrit
karna pyar ka kaam
ye wo aag hai jisme jalkar milta hai aaram
jai mata ki jai mata ki
man me to hai bair kapat
aur munh par pyar ka naam
jane kyu karti hai duniya pyar ko yu badnaam
ho duniya se toda nata
jwala hai man me nata
maa sunle ghayal hraday ki pukar
ik dhokha hai duniya ka pyar
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
dil par aisi biti, badla hai nafrat me pyar
aaj bani hai phul ki daali zehrili talvaar
jai mata ki jai mata ki
pyar nahi marta hai man me
janam jo le ek baar
nafrat ki sima se aage
pyar ka hai sansaar
o ho saccha hai tera nata teri duhayi mata
maa faisla kar de ye ek baar
jag me nafrat rahegi ke pyar
jai mata ki jai mata ki
aa duniya se toda nata
jwala hai man me nata
maa sunle ghayal hraday ki pukar
ik dhokha hai duniya ka pyar
jai mata ki jai mata ki
saccha hai tera nata
duniya se toda nata
saccha hai tera nata
duniya se toda nata
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki
jai mata ki jai mata ki