Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Jaise Pyaase Ka Hak Hai - जैसे प्यासे का हक़ हैं पानी पर
jaise pyaase ka haq hai pani par
jaise pyaase ka haq hai pani par
jaise pyaase ka haq hai pani par
maut ka haq hain zindgani par
maut ka haq hain zindgani par
jaise pyaase ka haq hai pani par

ek thahra hua samandar hu
ek thahra ek thahra
ek thahra huaa samandar hu
jiski buniyaad hain rawaani par
jiski buniyaad hain rawaani par
jaise pyaase ka haq hain pani par
maut ka haq hain zindgani par
jaise pyaase ka haq hai pani par

tu hawao mein udna dikhla de
tu hawao mein tu hawao mein
tu hawao mein udna dikhla de
main bhi chalna dikha du paani par
main bhi chalna dikha du paani par
jaise pyaase ka haq hain pani par
maut ka haq hain zindgani par
jaise pyaase ka haq hai pani par

meri khamoshiyo ko sunle tu
meri khamoshi meri khamoshi
meri khamoshiyo ko sunle tu
gaur kar meri bejubaani par
gaur kar meri bejubaani par
jaise pyaase ka haq hain pani par
maut ka haq hain zindgani par
jaise pyaase ka haq hai pani par
lyrics of song Jaise Pyaase Ka Hak Hai
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer
Ek Arzoo (Album) (2004)
Bhupinder Singh, Mitali SinghHarsh BhrambhattRavi Pawar
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type