Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Jalte Diye 4.30 - 106 votes | Shabab Sabri, Vineet Singh, Anweshaa, Harshdeep Kaur | Himesh Reshammiya | Irshad Kamil | Salman Khan, Sonam Kapoor | Prem Ratan Dhan Payo (2015) | Romantic Songs |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Prem Ratan Dhan Payo (2015) |
Salman Khan, Sonam Kapoor, Neil Nitin Mukesh, Armaan Kohli, Anupam Kher, Swara Bhaskar, Deepak Dobriyal, Sanjay Mishra, Sucheta Khanna, Samaira Rao, Rakesh Bedi, Kapil Jhaveri | Aman Trikha, Vineet Singh | Irshad Kamil | Himesh Reshammiya | Sooraj Barjatya | Sooraj Barjatya | Prem Ratan Dhan Payo at IMDB Prem Ratan Dhan Payo at Wikipedia |
Aaj agar milan ki raat hoti
Jaane kya baat hoti
Toh kya baat hoti
Sunn te hai jab pyar ho to
Diye jal uthte hai
Tan mein man mein aur nayan mein
Diye jal uthte hain
Aaja piya aaja, Aaja piya aaja ho..
Aaja piya aaja tere hi tere hi liye
Jalte diye
Bitaani tere saaye mein saaye mein
Zindaghani bitani tere saaye mein
Saaye mein
Kabhi kabhi, Kabhi kabhi aise diyon se
Lag hai jaati aag bhi
Dhule dhule se anchalon pe
Lag hai jaate daag bhi
Hai veerano mein badal te
Dekhe man ke baag bhi
Sapnon mein shringar ho toh
Diye jal uthte hain
Khwahishon ke aur sharam ke
Diye jal uthte hain
Aaja piya aaja
Tere hi, tere hi liye jalte diye
Bitaani tere saaye mein, saaye mein
Zindaghani bitaani tere saaye mein
Saaye mein
Mera nahin, Mera nahin hai woh diya
Jo jal raha hai mere liye
Meri taraf kyun yeh ujaale
Aaye hai inko rokiye
Yun beghani roshni mein
Kab talak koi jiye
Saanson mein jhankar ho to
Diye jal uthte hain
Jhanjhron mein kanganon mein
Diye jal uthte hain
Aaja piya aaja, Hmm jalte diye
Bitani tere saaye mein, saaye mein
Zindghani bitani tere saaye mein
Saaye mein
Saaye mein saaye tere
Saaye mein tere bitaani zindagani
Saaye mein saaye tere
Saaye mein tere bitaani zindagani