Video of this song from youtube
Lyrics of Janam Janam Ka Sath Tha - जन्म जन्म का साथ था
janam janam ka saath tha
tumhara hamara, tumhara hamara
jivan saathi banke tune humse kiya kinara
janam janam ka saath tha
tumhara hamara, tumhara hamara

ye rasmo ke bandhan kasmo ki deeware
ye rasmo ke bandhan kasmo ki deeware
inko todke kaise baki umar gujare
is uljhan me uljh raha hai man kyun aas ka mara
janam janam ka saath tha
tumhara hamara, tumhara hamara

saari duniya soye nind mujhe na aaye
saari duniya soye nind mujhe na aaye
raat ke sunepan me nain mere bhar aaye
aansu banke kyun aankho se chhalke pyar tumhara
janam janam ka saath tha
tumhara hamara, tumhara hamara
jivan saathi banke tune humse kiya kinara
janam janam ka saath tha
tumhara hamara, tumhara hamara
lyrics of song Janam Janam Ka Sath Tha
Comments on song "Janam Janam Ka Sath Tha"
TheManobilly on Saturday, December 31, 2011
MARS ton JUPITAR tak honay koi taxi ya bus naee mildi tay fer laggda aye dobara janam lain day option baray sochna ee paway ga..Lolzzz
trehananirudh on Sunday, September 27, 2009
Awesomellllllyyyyyy Fabulooouuuuusssssss.. Aap aaj tak kahaun chupe baithe the.
Ashok Bhagwat on Thursday, December 06, 2012
the song is realy i like it and in life it is realy universal,
mousumi rose on Thursday, December 20, 2012
wow!!lovely song-----Rafiji and Lataji...both great singer.
shafims72 on Monday, January 03, 2011
Nice duet of Mohd Rafi. Thanks for sharing the same. :)
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Bheegi Palkein (1982)
Raj Babbar, Smita Patil, Dina Pathak, Sulbha DeshpandeMohammed Rafi, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Amit Kumar, SangeetaM G HashmatJugal Kishore, Tilak RajSisir MishraK K AryaBheegi Palkein at IMDB      Bheegi Palkein at WikipediaBheegi Palkein at YouTube     |    Bheegi Palkein at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type