jane jigar dekh idhar
jane jigar dekh idhar
ghunghat ko khol de
jo bhi lage pyara tujhe
jo bhi lage pyara tujhe
naam uska bol de
do mullo mein do mullo mein
murgi haram bhaiya
do do murgo mein
murgi haram bhaiya
banke albela kare tu jhmela
bholi surat man ka khota
banke khiladi tu aaya anadi
baate badi kad hain chhota
tan hai ujla man hain changa
dil hai jaise behti ganga
aazma ke tu dekh le
ishq mein majnu hua tha kaata
pyar mein main ji ho gaya naata
jaane wafa tu dekh le
kaha fasi ho kaha fasi
mushkil mein hain meri jaan re
isi liye to kehate hain
do mullo mein do mullo mein
murgi haram bhaiya
do do murgo mein
murgi haram bhaiya
bin soche samjhe raaho mein uljhe
patthar pade hai akal pe
tu dekh jake shishe mein pehle
baara baje hain shakal ke
loot ka chkar latka phanda
phas gaye dono dekh yeh phanda
paas aake tu dekh le
kiya hai jab se
pyaar ka dhandha
khata hun mein
maang ke chanda
paas aake tu dekh le
jaane jaana zulmi
bade beimaan re
isi liye to kehate hai
do mullo mein
do mullo mein
murgi haram bhaiya
do do murgo mein
murgi haram bhaiya
banke aawara
phir mara mara
reh zindagi bhar kawara
gin gin ke taare
sun tu bhi pyare
kar lena apna guzara
dil ka taj mahal hain kahli
aaja banke tu ghar wali
dil ka jalana chhod de
main bhi razi tu bhi razi
karega kya yeh motu kazi
ghar basa ke tu dekh le
main to chalo lo ji main to chali
are morva ban apna taan re