janeman janeja
janeman janeja tumsa koi kahan
janeman janeja tumsa koi kahan
dedo na mujhko tum julfo ka aasma
sitaro se aage ho apna jahan wo jahan
janeman janeja tumsa koi kahan
dedo na mujhko tum julfo ka aasma
sitaro se aage ho apna jahan wo jahan
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
raat jab ye dhalti hai, dhalti hai, dhalti hai
baat aage badhti hai, badhti hai, badhti hai
raat jab ye dhalti hai, baat aage badhti hai
milne do chupke se, chupke se, chupke se
hone do dhire se, dhire se, dhire se
milne do chupke se najre zara
hone do dhire se ab ye nasga
dedo na mujhko tum palko ka aashiya
sitaro se aage ho apna jahan wo jahan
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
saans jab mahakti hai, mahakti hai, mahakti hai
dhadkane bahakti hai, bahakti hai, bahakti hai
saans jab mahakti hai, dhadkane bahakti hai
baaho me aane de, aane de, aane de
aankho me chhane de, chhane de, chhane de
baaho me aane de baahe zara
aankho me chhane de jaadu tera
teri hi khushbu se mahke hai ye jahan
sitaro se aage ho apna jahan wo jahan
ho janeman janeja tumsa koi kahan
janeman janeja tumsa koi kahan
dedo na mujhko tum julfo ka aasma
sitaro se aage ho apna jahan wo jahan
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit
sky is not the limit