Lyrics of Jara Chehare Se Kamalee Hata Do Ya Rasulallah - जरा चहरे से कमली होता दो या रसूलल्लाह 
     
tujhe dhudta tha main charsu teri shaan jalne jalaane hun 
tumhe yaad rhe guru teri shaan jalne jalaane hun 
tujhe dhudta tha main charsu teri yaad mein har kali kali 
har chaman chaman bal ali tu bsa hai ho dil 
main ho teri shaan 
teri hukumat se jo hava chli to chatak ke jio kabhi kabhi 
hain karib tu rahim tu teri shaan jalne jalane hun 
tujhe dhudta tha main charsu tera jalva dono 
jhan mei hain tera rub 
kono makam hain yahan tu hi tu vahan tu hi tu 
teri shaan jalne jalaane hun tujhe dhudta tha main charsu
teri shaan jalne jalaane hun tujhe dhudta tha main charsu  
yaade khuda ki ye kiya tujhko khuda hi dega 
yaade khuda ki jaa tujhko khuda hi milega yaade khuda ki jaa
doulat ho ya hukumat takat ho ya javani 
doulat ho ya hukumat takat ho ya javani   
har chiz mitne vali har chiz aani jaani 
har chiz mitne vali har chiz aani jaani
ye sab gurur ek din ye sab gurur ek din 
mitti me jaa milega ye sab gurur ek din 
mitti me jaa milega ya yaade khuda ki ye
kiya tujhko khuda hi dega 
  
  
 
Zara Chehre Se Kamli Ko Hata Do Ya Rasulallah
Hamain bhi apna deewana bana do ya rasulallah
Muhabbat Gair se meri chura do ya rasulallah
Meri soyi hui qismat jaga do ya rasulallah
Bari qismat hamari hai ki ummat may tumhari hain
Bharosa deen o dunya may tumhara ya rasulallah
Andhairi qabr may mujh ko akaila chor jayingay
Wahan ho fazl se tere ujala ya rasulallah
Khuda mujh ko madine may jo pohanchaye to bahtar hai
Ki roze par hi de do ga jaan tak ya rasulallah