sun lo shehnai khushiyo ki bajegi
sun lo ummeedein dulhin si sajegi
sun lo kali si, shab ke paar se
dekho chanda ki humein jhalak dikhegi
ummido ke dar pe haule se aake khwabo ne dastak di
mauka mila hai, ab jee bhar ke jee lo
na fikar karo kal ki dil ye gungunaye, ainve muskuraye
jashn hai ye mere dil ka ude bin par lagaye
koi aade na aaye jashn hai ye mere dil ka
ummido ke dar pe haule se aake khwabo ne dastak di
mauka mila hai, ab jee bhar ke jee lo na fikar karo kal ki
dil ye gungunaye, ainve muskuraye jashn hai ye mere dil ka
ude bin par lagaaye koi aade na aaye
jashn hai ye mere dil ka puri hui meri har ik dua hai
manzil tak pahunchi hai meri lagan
apno ke sapne hi sapne hai mere
pure karungi mai sabke sapan
aansu se dho dungi mathe ki salvat
muska ke poochungi har ek shikan
wo khushiya kya jo banti nahi
jitni bantu mai utni badhe
wo ankhiya hi kya jo chhalke nahi
aankhe khushiyo se jhar jhar bahe
dil ye gungunaye ainve muskuraye
jashn hai ye mere dil ka aaha jashn jashn
are haan jashn jashn jashn hai ye mere dil ka
chori se chori resham ki dori
nainon se lad jane de nayan
ho chanda chakori phirni katori
pura tu kar de dil ka jashan
haan, hothon se kehna sab kya zaroori
palkon ke parde mei tu hai jatan
jaane bhi de, jane bhi de
dil sare aam dhak dhak karein
o deewane tu kyu dare, tera dil to ibadat kare
dil ye gungunaye, ainve muskuraye jashn hai ye mere dil ka
ude bin par lagaye koi aade na aaye
jashn hai ye mere dil ka
ummido ke dar pe haule se aake khwabo ne dastak di
mauka mila hai, ab jee bhar ke jee lo
na fikar karo kal ki dil ye gungunaye, ainve muskuraye
jashn hai ye mere dil ka ude bin par lagaye
koi aade na aaye jashn hai ye mere dil ka
dil ye gungunaye ainve muskuraye
jashn hai ye mere dil ka aaha jashn jashn
are haan jashn jashn jashn hai ye mere dil ka

Vidya Balan has such a beautiful face to match up with that impeccable
acting talent! I'd watch any film with her in it.