ho duniya ki sari kitabo me likha
swalo me likha jwabo me likha
duniya ki sari kitabo me likha
swalo me likha jwabo me likha
har aankh ke mast khwabo me likha
har dil ke rangi irado me likha
ye masti khumari nasha hai maja hai
ye jalwa najara hai khushbu fija hai
sab kuch lekin bharosa na karna
mere dosto ye badi bewafa hai
is liye ha ha is liye ha tham le kisi ka daman
mang le kisi ka pyar
jawani ke din char aate nahi baar baar
tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar
jawani ke din char aate nahi baar baar
jawani ke din char
baharo se pahle najaro se pahle
jawani to bani hai sitaro se pahle
ye jab bhi aati hai aati hai tufano ki tarah
bana dete hai duniya ko ye diwano ki tarah
ye jab bhi jati hai jati hai mehmano ki tarah
bhula deti hai sabko bhule afsano ki tarah
is liye ha ha is liye ha is liye
jo hai tere dil me kar le iska kya aetbaar hai
jawani ke din char aate nahi baar baar
jawani ke din char aate nahi baar baar
jawani ke din char
ye nagmo ki mahfil ye kirno ka aachal
ye suraj ki aatis ye bijli ki jhilmil
kisi ko na apna banoge ja tum
yahi hai uamr dil ko na jo milaoge tum
mohabbat ki manjil ye manjil kabhi paoge na tum
jab jaye tumhe chhod ke fir pacitaoge tum
is liye ha ha is liye ha is liye
kabhi dhokha de jaye na kar iska intajar
jawani ke din char aate nahi baar baar
tham le kisi ka daman mang le kisi ka pyar
jawani ke din char aate nahi baar baar
jawani ke din char