jawani mein to 
jawani mein to ek dil ki jarurat ho hi jati hai 
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai 
jawani mein to jawani mein to ek dil  ki
batao hum bataye kis tarah dil ki umango ko 

tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai 
tumhe dekhe to bekabu tabiyat ho hi jati hai 
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai 
mohabbat ho hi jati hai 
jawani mein to jawani mein to ek dil ki
nahi aasan sabase apne dil ki baat kah dena 

magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai 
magar jab tujhko na dekhu to himmat ho hi jati hai 
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai 
mohabbat ho hi jati hai 
jawani mein to jawani mein to ek dil ki
hasino ki to dilo par inayat ho hi jati hai 

yahan par aane valo ki hajamat ho hi jati hai 
yahan par aane valo ki hajamat ho hi jati hai 
nigahen mil hi jati hai mohabbat ho hi jati hai 
mohabbat ho hi jati hai 
jawani mein to jawani mein to ek dil ki
hame dil ki jarurat hai na in rangin adao ki 

magar chalate hai sadako pe jarurat ho hi jati hai 