jazbaat ke sau rang hain, sau rang hain
jazbaat ke sau rup hain, sau rup hain
kuchh chhaon hain kuchh dhup hain, kuchh dhup hain
jazbaat ke sau rang hain, sau rang hain
jazbaat ke sau rang hain
jazbaat ke sau rup hain
kuchh chhaon hain kuchh dhup hain
jazbaat ke sau rup hain
jazbaat ke sau rang hain
jazbaat ke sau rup hain
kuchh chhaon hain kuchh dhup hain
jazbaat ke sau rang hain, sau rang hain
kuchh hain gamo ki aandhiyon
kuchh hain khushi khushi ke gulsita
aansu kabhi na jo bahe, sikave rahe ho ankahe
o aansu kabhi na jo bahe, sikave rahe ho ankahe
nafrat ka lava hain kahin
chahat ki barish hain kahin
ho pyaar hain kahin dushman se bhi
khud se bhi ranjish hain kahin
jazbaat ke sau rang hain
jazbaat ke sau rup hain
kuchh chhaon hain kuchh dhup hain
jazbaat ke sau rup hain, sau rup hain
aankho me jalte hain diye
hontho pe khilte phul hain
phulo ke daaman me chhupe, kya jane kitane shul hain
phulo ke daaman me chhupe, kya jane kitane shul hain
jazbaat bunde osh ki
jazbaat angaare bhi hain
ho ubhare huye suraj bhi hain
tute huye tare bhi hai
jazbaat ke sau rang hain
jazbaat ke sau rup hain
kuchh chhaon hain kuchh dhup hain
jazbaat ke sau rup hain, sau rup hain
jazbaat ke sau rang hain
jazbaat ke sau rup hain
kuchh chhaon hain kuchh dhup hain
jazbaat ke sau rup hain
jazbaat ke sau rang hain
jazbaat ke sau rup hain
kuchh chhaon hain kuchh dhup hain
jazbaat ke sau rup hain, sau rup hain