muddat hui hai yaar ko
muddat hui hai yaar ko, mehmaan kiye huye
muddat hui hai yaar ko, mehmaan kiye huye
josh-e-qadah se bazm chiraag ha kiye huye
jee dhundta hai
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
phir jee mein hai ke dar pe, kisi ke pade rahe
phir jee mein hai ke dar pe, kisi ke pade rahe
sar zar-e-baar-e-minnate
sar zar-e-baar-e-minnate darba kiye huwe
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
maange hai phir kisi ko lab-e-baam par hawas
maange hai phir kisi ko lab-e-baam par hawas
zulfe siyaah rukh pe pareshaan kiye huwe
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
gaalib hamein na chhed ke fir josh-e-ashq se
baithe hain hum tahayya-e-tufaan kiye huwe
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
baithe rahe tasavvur-e-jaana kiye huye
jee dhundta hai phir wahi fursat ke raat din
jee dhundta hai, jee dhundta hai
jee dhundta hai
Jee Dhoondta hai phir wohi fursat ke raat-din Maange hai phir kisi ko
lab-e-baam par hawas Zulf-e-siyaah rukh pe pareshaan kiye huwe Jee Dhoondta
hai phir wohi fursat ke raat-din Ghalib hamein na chhed ki fir josh-e-ashq
se Baithe hain hum tahayya-e-toofaan kiye huwe Jee Dhoondta hai phir wohi
fursat ke raat-din Baithe rahe tasavvur-e-jaanaan kiye huwe Jee Dhoondta
hai phir wohi fursat ke raat-din Baithe rahe tasavvur-e-jaanaan kiye huwe