aa ha ae he o aa ha
o o o
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
mara gaya ek bekasur
chaliye kuchh kariye jarur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
mara gaya ek bekasur
chaliye kuchh kariye jarur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
wo mujrim hain hamne mana
are bhai hamne maan liya na
wo mujrim hain hamne mana
par apna hai nahi begana
wo hain aapke dil ka dukda
hay aaha hay
wo hain aapke dil ka tukda
kitna sundar uska mukhda
kitna sundar uska mukhda
lag gayi usko nazar kisi ki
hay lag gayi usko nazar kisi ki
hay tauba sach me baddur ki
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
mara gaya ek bekasur
chaliye kuchh kariye jarur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
are usne ek ladki ko chheda
chumme le liya barah terah
are aur to kuchh nahi kiya
usne ek ladki ko chheda
is par itna bada bakheda
kaanha ne radha ko chheda
hay aaha
kaanha ne radha ko chheda
gopiyo ko panghat pe ghera
gopiyo ko panghat pe ghera
usko na police ne pakda na na
usko na police ne pakda
isse fir kya hua kasur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
mara gaya ek bekasur
chaliye kuchh kariye jarur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
aakhir wo hain aapka beta
aakhir wo hain aapka beta
thanedaar ne jisko lapeta
thanedaar ne jisko lapeta
ye sarkaar ka order hain kya ho
ye sarkaar ka order hain kya
raja rank barabar hain kya
raja rank barabar hain kya
kisne ye kaanun banaya
kisne ye kaanun banaya
kisne banaya ye dastoor
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
mara gaya ek bekasur
chaliye kuchh kariye jarur
ji huzoor ji huzoor, mara gaya ek bekasur
mara gaya ek bekasur
mara gaya ek bekasur
ha mara gaya ek bekasur