jeena hai to fany pee, ae bidu
hansna hai to fany pee
o jeena hai to fany pee
fany fany fany pee
jeena hai to fany pee
hansna hai to fany pee
hoye jeena hai to fany pee
fany fany fany pee
jeena hai to fany pee
hansna hai to fany pee
hoye jeena hai to fany pee
fany fany fany pee
gham ho karobar ka
choro ke bazaar ka
janta ka, sarkar ka
matlab ke sansar ka
gham ho chahe pyar ka
begane dildar ka
bhulne wale pyar ka
vado ka ikarar ka
gham ho din ya raat ka
jag ka ya jajbaat ka
badle huye halat ka
yani ke har baat ka
gham ho din ya raat ka
jag ka ya jajbaat ka
gham se honga dosti
to fany everyday tum pee
fany ko jo chhunga
marte dam tak jhumenga
o jeena hai to fany pee
hansna hai to fany pee
o jeena hai to fany pee
fany fany fany pee
jab tu ander jati hai
baat samajh me aati hai
tu hi mera hosh hai
tu hi mera josh hai
tu hi meri zindagi
tu hi meri bandgi
tu to meri jaan hai
tujhpe sab kurban hai
tujhme phulo ki mehak
tujhme taaro ki chamak
tujhme narmi pyar ki
tujhme garmi yaar ki
tujhme narmi pyar ki
tujhme garmi yaar ki
gham se honga dosti
to fany everyday tum pee
fany ko jo chhunga
marte dam tak jhumenga
o jeena hai to fany pee
hansna hai to fany pee
hoye jeena hai to fany pee
fany fany fany pee
ho jeena hai to fany pee
hansna hai to fany pee
ho jeena hai to fany pee
fany fany fany pee
ho jeena hai to fany pee
hansna hai to fany pee
ho jeena hai to fany pee
fany fany fany pee