jeevan ka tu ujiyara hai 
rakhwala bansi wala hai 
jeevan ka tu ujiyara hai 
rakhwala bansi wala hai 
he sanwariya more sanwariya
do nainan ke deep jala ke 
do nainan ke deep jala ke 
geet preet ke gaau main
geet preet ke gaau main
man ka mangal thaal saja kar
man ka mangal thaal saja kar
prem ka bhog chadhaaun
main prem ka bhog chadhaaun
main tera jeevan sathi hu
tu deepak hai main baati hu
main tera jeevan sathi hu
tu deepak hai main baati hu
sanwariya more sanwariya
tera mera sath purana
tera mera sath purana
janm janm ka nata mera 
janm janm ka nata
pal pal tere geet rasile 
pal pal tere geet rasile 
kaan papiha gaata ho 
kaan papiha gaata
main bijali hu tu badal hai 
main naina hu tu kajal hai 
main bijali hu tu badal hai 
main naina hu tu kajal hai 
na gariya more sanwariya
jeevan ka tu ujiyara hai 
rakhwala bansi wala hai 
he sanwariya more sanwariya