jhutha jamir bech ke kha gaya
chalo nalayak kaam to aa gaya
banke sayana tha jeeya jhallya jhallya
ab jake jana sach hai kya jhallya
udti khabar thi ye suni jhallya jhallya
mitti se ugti zindri jhallya
o mitti me khud ko main to
aa gaya mila ke
haye aa dekh ugta ab hai kya jhallya jhallya
banke sayana tha jeeya jhallya
ab jake jana sach hai kya jhallya jhallya
o banke sayana tha jeeya jhallya
befikar panchhiyo sa gaata mere naal
kisnu farak pade, ki farak painda
ik vaari aisa bhi hua jhallya jhallya
jat bola saanu tu hansa jhallya
main lake shisha rakh diya jhallya jhallya
lo ji tamasha ho gaya jhallya
o na to main murshid
na to hu koi makhali
main to hu adna chhalya jhallya jhallya
banke sayana tha jeeya jhallya
ab jake jana sach hai kya jhallya jhallya
o banke sayana tha jeeya jhallya
rang de dil ke diwar ?
aa gaya kaun rab ne sambhala
nikla wo ishq thagiya jhallya jhallya
laila ko majnu kar gaya jhallya
mujhko to khud se thi garaj jhallya jhallya
khud ka ye bosa le liya jhallya
daanva kare wo kaise ke meharban hai
jab tak nahi matlabiya jhallya jhallya
banke sayana tha jeeya jhallya
ab jake jana sach hai kya jhallya jhallya
o banke sayana tha jeeya jhallya
jhallya jhallya jhallya
jhallya jhallya jhallya