pagli-pagli pagli-pagli pagli main jhalli
aasmaan me udne chali paani ki machhli
duniya ki fikar na mujhe hai koi parwah
apne dil ki raani hoon chaahe jeb ki kangli
arey hat ja raahon se kat jaa
arey tu mere aade mat aa re
main jhalli patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha hey
mujhko kya pata khwab kaise hote hain
hum toh aaj ko hi khwab jaise jeete hain
idhar udhar ghumu main mat samjho hu titli
maarungi panja khoonkhar hoon billi
sau sau pe bhaari padun ek ekalli
arey ek ekalli, arey arey ek ekalli
main jhalli patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha oye
awaara hawa hoon main naa haath aaungi
jaaungi jahan wahan sabko jhukaaungi
chaahe aaye mushkile main to na darungi
jo bhi mera man kahe bas mann ki karungi
chutki mein kar dungi dhamaka tana taaun
jhalli patakha hoon patakha aa
main jhalli patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha hoon patakha
main jhalli patakha hoon patakha
patakha, main jhalli patakha
are me jhalli patakha hoon patakha hu patakha
main jhalli patakha hoon patakha, samjhe naa