humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
nazro se jo nazre mil jati ye ji mil jati mil jati 
mil jati mil jati mil jati mil jati mil jati 
nazro se jo nazre mil jati ye duniya jananat ho jati 
ye duniya jananat ho jati 
humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
chilman uthi bijli chmki wo ek jhalak dikhlake gaye 
jab nazro ne unki balaye li jab nazro ne unki balaye li
wo samne the shrmake gaye din raat tadpne walo ko 
ek baar wo fir tadpake gaye gar has ke wo samne aa jate 
agar hans ke wo samne aa jate aji aa jate aa jate aa jate 
agar hans ke wo samne aa jate puchhe me kayamat ho jati 
puchhe me kayamat aa jati 
humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
chilman uthi juti jamki ye sab ke sab ghbrake gaye 
haye aahe na bhri shikwe na kiye darwan ke dande kha ke gaye
sar par paw rakh ke bhage thokar khayi shrmake gaye 
agar thodi si der ye ruk jate in sab ki hajamat ho jati 
aji ho jati ho jati ho jati 
in sab ki hajamat ho jati hajamat hajamat hajamat 
humko to adabat hai inse unko bhi adabat ho jati 
humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
din raat tasubr hai unka aur chupke chupke rona hai 
ae subah ke taare tu hi bata ae subah ke taare tu hi bata 
anjam mera kya hona hai unki furkat me mujhe kab tak 
kanto ke sej par sona hai 
agar ful sa chehra dikhlate chehra dikhlate dikhlate dikhlate
agar ful sa chehra dikhlate 
kanto me bhi rahat ho jati 
humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
takiye me apna sar dekar tujhe chupke chupke rona hai 
aasha ka kambal odhe huye tujhe tuti khtiya pe sona hai 
ya tu jaane ya mai jaanu anjam tera kya hona hai 
wo agar tujhpe marte to tiwi ki shikayat ho jati 
aji ho jati ho jati ho jati tiwi ki shikayat ho jati 
humko to adabat hai unse unko bhi adabat ho jati 
humko to mohabbat hai unse unko bhi mohabbat ho jati 
hum dil ka chen luta bethe ab khune tamnana pite hai 
ji lagta nahi hai duniya me go jine ko hum ji jate hai 
ye dil ka pan to kha bethe ab aaho ka sigret pite hai 
ae doctar aakar tu hi bata ye mar gaye hai ya jite hai 
ko naian agar na kha lete in sab ko harart ho jati 
aji ho jati ho jati ho jati 
in sabko harart ho jati 
humko to adabat hai unse unko bhi adabat ho jati 
