jhumati bahar hai raat hai jawan
har kadam pe mastiyaa hosh hai kahaa
jhumati bahar hai raat hai jawan
har kadam pe mastiyaa hosh hai kahaa
pal bhar ko pyaar karle, baaten hajaar karle
koi ikraar karle, kaisa hai suhaana ye samaa
pal bhar ko pyaar karle, baaten hajaar karle
koi ikraar karle, kaisa hai suhaana ye samaa
milana hujur hame samjho na dur hame
nahi gurur hame jaanejahaa
jhumati bahar hai raat hai jawan
har kadam pe mastiyaa hosh hai kahaa
jhumati bahar hai raat hai jawan
har kadam pe mastiyaa hosh hai kahaa
dil ka karaar tu hai jaane bahar tu hai
meri sarkaar tu hai, sun le najar ki dastaa
dil ka karaar tu hai jaane bahar tu hai
meri sarkaar tu hai, sun le najar ki dastaa
firten hai chaar lutere dushman hai tere mere
dole huye hai ghere jaaye kahaa
jhumati bahar hai raat hai jawan
har kadam pe mastiyaa hosh hai kahaa
Excellent and perfect, enriched with lovely poetry. sweet voice, superb
music of the era and emotional tune. Thanks for having excellent collection
and uploads.