duniya bhulake re hoke magan
duniya bhulake re hoke magan
santoshi mata ke ga le bhajan
ga le bhajan
jhume man nache tan
jhume man nache tan
duniya bhulake re hoke magan
santoshi mata ke ga le bhajan
ga le bhajan
jhume man nache tan
jhume man nache tan
santoshi mata ki jai bolo
santoshi mata ki jai bolo bolo
bhajan se ye shwas hain
bhajan se har aas hain
bhajan se vishvas hai
bhajan hi ardash hain
bhajan se ye shwas hain
bhajan se har aas hain
bhajan se vishvas hain
bhajan hi ardash hain
hota bhajan se ye jivan pavan
suno hota bhajan se ye jivan pavan
santoshi mata ke ga le bhajan
ga le bhajan
jhume man nache tan
jhume man nache tan
aa aa aa aa
bhajan se hi gyan hain
bhajan se hi dhyan hain
bhajan se ye pran hain
bhajan se kalyan hain
ha bhajan se hi gyan hain
bhajan se hi dhyan hain
bhajan se hi pran hain
bhajan se kalyan hain
ek uski murat ko karke naman
ho ek uski murat ko karke naman
santoshi mata ke ga le bhajan
ga le bhajan
jhume man nache tan
jhume man nache tan
santoshi mata ki jai bolo
santoshi mata ki jai bolo bolo
bhajan ved saar hain, bhajan se sansar hain
bhjan ras ki dhar hain, bhajan hi aadhar hain
bhajan ved saar hain, bhajan se sansar hain
bhjan ras ki dhar hain, bhajan hi aadhar hain
kayam bhajan se ye dharti gagan
ha kayam bhajan se ye dharti gagan
santoshi mata ke ga le bhajan
ga le bhajan
jhume man nache tan
jhume man nache tan
aa aa aa aa
bhajan ko jo gayega, mayiya ko rijhaya
dukh se chhut jaayega, sare sukh wo payega
bhajan ko jo gayega, mayiya ko rijhaya
dukh se chhut jaayega, sare sukh wo payega
bachcho ko maa ne diya ye bachan
are bachcho ko maa ne diya ye bachan
santoshi mata ke ga le bhajan
ga le bhajan
jhume man nache tan
jhume man nache tan
duniya bhulake re hoke magan
duniya bhulake re hoke magan
santoshi mata ke ga le bhajan
ga le bhajan
jhume man nache tan
jhume man nache tan