man tera jo rog hai
mohe samajh na aaye
paas hai jo sab chhod ke
door ko paas bulaaye
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
kya jane kyu hai
kya jane kaisi andekhi si dor
jo khinchatahai jo le chali hai
jo khinchatahai jo le chali hai
ab yu mujhe teri aur
ho main hu ab kahani
hogi na jo puri
o paas aaoge to paaoge
o paas aaoge to paaoge
fir bhi hai ek doori
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
man ab tak jo bujha ba paya
tum wo pahli ho
koi naa jane kya wo rahsay hai
koi naa jane kya wo rahsay hai
jiski saheli ho
main muskuraau sabse chhupaau
o main muskuraau sabse chhupau
vyakul ho din rain
kab se naa aayi naino mein nindiya
kab se naa aayi naino mein nindiya
man mein na aaya chain
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora
jiya laage na tum bin mora